JIO DONGLE KO LAPTOP WIFI KE SATH KAISE CONNECT KAR SAKTE HE





Yaha Pe Aap ko me JIO DONGLE kaise laptop ke wifi ke sath connect karke net use kar sakte he wo batane ja raha hu.



JIO DONGLE KO LAPTOP WIFI KE SATH KAISE CONNECT KAR SAKTE HE:


Jio dongle ko connect karne ke liye 2 idea he .

Idea 1: 

step 1:idea 1 ka pehla step he apne laptop ke right side me icon bar me wifi ke icon pe click kare.
step 1



step 2: step 2 me aapko JIO DONGLE ka option milega uspe click kare.
step 2


step 3: step 3 me aapko maine photo me dikhaya he waisa box me tick karna padega uske bad connect ke option pe click karna padega.
step 3



step 4: is step me aapko dekhna he ki connected  aaya ki nahi .niche diye gaye photo me dekhe.
step 4




                                             OR


idea 2:

step 1:   step 1 me aapko apne laptop ke left side me windows home ka button he uspe click karna he.
step 1


step 2:  is step me aapko windows menu me se  setting ko select karna he.
step 2


step 3: step 3 me aapko internet vale icon ko select karna he.niche diye gaye photo me dekhe.
step 3



step 4:step 4 me aapko wifi select karna he usme   bhi ek box  aayega jio dongle pe click   karneke bad   us box me tick kare bad me connect pe click kare.
step 4
step 4



step 5:  5 ve step me aapko check karna he ki connected dikha ki nahi .

step 5


ye aapka jio dongle wifi laptop se connect ho gaya ab aap jo net laptop me use kar sakte he.



THANK YOU ...............









Tags

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.